BYCEP WORKOUT

Biceps Workout Guide: 16 Inch Arms Kaise Banaye? | Best Gym in Buxer Simbhaoli Hapur

Agar aap Buxer, Simbhaoli, Hapur me rehte hai aur aapki T-shirt ki sleeves loose rehti hai to ye blog aapke liye hai. Simbhaoli Hapur me Best Gym in Buxer Simbhaoli Hapur ke certified trainers ne bataya ki 90% log biceps workout me 3 galatiyan karte hai.

Biceps Science:

Biceps me 2 heads hote hai – Long Head se peak banta hai aur Short Head se motai aati hai. Buxer me hamare gym me hum dono ko target karwate hai.

Barbell Curl:

Buxer Simbhaoli ke hamare gym me ye sabse zyada kiya jata hai mass ke liye. 4 Sets x 10-12 Reps.

Incline Dumbbell Curl:

Long head ke liye best. 3 Sets x 12 Reps.

Hammer Curl:

Arm ko mota karne ke liye. Hapur ke ladko ki favourite. 4 Sets x 12 Reps.

Preacher Curl:

Simbhaoli me shape ke liye best mana jata hai. 3 Sets x 15 Reps.

Concentration Curl

Pump ke liye. 3 Sets x 15 Reps.

Chin Ups:

Bodyweight exercise jo Buxer ke akhade me bhi hoti hai

Workout Plan for Hapur Boys:

Beginner (Buxer Simbhaoli ke new joiners):
Barbell Curl – 4×12
Hammer Curl – 3×12
Preacher Curl – 3×15

Diet Plan in Hapur Style:

Protein: Desi ande, chicken, paneer, soya. 70kg body ke liye 120gm protein.
Carbs: Workout se pehle kele + oats.
Pani: 4-5 litre. Hapur ki garmi me aur zyada.

Galtiyan jo Buxer Simbhaoli me log karte hai:

Elbows hilana
Ego lifting
Roz biceps marna

Conclusion:

Agar aap Buxer, Simbhaoli, Hapur me best gym dhoondh rahe ho jahan sahi biceps training mile to Best Gym in Buxer Simbhaoli Hapur visit karo. 90 din me transformation guarantee.